Shabbir Naujawan Ke Lashe pe Aa rahe he | Ashraf | Nohaqan: Tableeq e Imamia (Nazim Hussain) | Nohay

2022-08-14 7

ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Gift for All Momineens
--------------------------
Video Details!
Noha - Shabbir Naujawan Ke
Shayar: Ashraf
Nohaqan: Tableeq e Imamia (Nazim Hussain)
Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari
#noha #Nohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen.
--------------------------

Please Share Your Suggestions In Comments
--------------------------
Follow US On Our Social Media Channels :-
FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari
INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari
YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ
TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230

--------------------------
LYRICS
Noha - Shabbir Naujawan Ke
Shayar: Ashraf
Nohaqan: Tableeq e Imamia (Nazim Hussain)

shabbir naujawan ke laashe pe aa rahe hai
karbobala may aada khushiyan mana rahe hai

abbas uthke dekho ye bebasi ka aalam
akbar ki laash ab wo tanha utha rahe hai
shabbir naujawan ke....

karbobala ke ban may hai kis khadar khamoshi
bhai ko khat behan ka sarwar suna rahe hai
shabbir naujawan ke....

sarwar ki hai zaeefi aur naujawan pisar hai
mayyat utha to li hai par larkhada rahe hai
shabbir naujawan ke....

mayyat jawan ki rakh ke qaime may shaahe wala
cheh maah ke pisar ko maidan may laa rahe hai
shabbir naujawan ke....

ya rab kahin sakina gham se guzar na jaaye
akbar ki laash sarwar qaime may laa rahe hai
shabbir naujawan ke....

sookhi zaban dikha ke haathon pe shaahe deen ke
fauje adoo ko asghar ran may rula rahe hai
shabbir naujawan ke....

qaime ke dar se maa ne dekha ajeeb manzar
teere sitam se asghar pehloo bacha rahe hai
shabbir naujawan ke....

jo aashna hai ashraf mehboobe kibriya se
aulaade fathima ka wo gham mana rahe hai
shabbir naujawan ke...
--------------------------
Allah jjh
Muhammad saw.
Ali a.s Fatima a.s
Hasan a.s
Hussain a.s.
Zainab a.s
Abbas a.s
Syed nadeem sarwar
Irfan haider
Farhan Aliwaris
Mir hassan Mir
Ali jee
Ali shanawar
Noha Nouha
Nowha
Nohey
Latmiya
Marsiya
Soz
Salaam
Naat
Qasida
Shayari
Muharram
Manqabat
Wiladate
Shahadat